Intro Blogger Piyush Mishra Mera Naam piyush mishra hai mera intrest internet me bhut chote se raha hai sabse pahle mene mobile phone ...

About Blogger Piyush Mishra

Blogger Piyush Mishra



Intro Blogger Piyush Mishra


Mera Naam piyush mishra hai mera intrest internet me bhut chote se raha hai sabse pahle mene mobile phone se website banai thi , fir uske baad mene ghar me zid karke ak tablet khareed liya or mene apne ghar par kaha ki me internet se rupaye kamaunga par koi vishwas karne ke liye taiyaar nahi tha lekin mene tablet le liya zid karke

par surubaat me mujhe bahut mahnat karni padhi kuch paise kamane me pahle mene tablet lene ke baad apni mobile site ko manage kiya mene bo downloading site banai thi tab mujhe blogging ke baare me kuch nahi pata tha ki blog kya hota hai ya blogging kaise karte hai
akshar pahle log apna mobile phone le le ke aate the ki piyush mere phone me ye problem ho gai mere fb account me problem ho gai and bla bla bla bla..............

me unki  madad karta tha kyonki mujhe bhi khushi hoti thi ki me kisi ki madad karne ke kaabil to hu

fir mujhe blogging ke baare me pata chala fir mene ye blog banaya 
mene iska domain abhi tak isliye nahi liya kyonki mujhe is blog ka address yahi theek lagta h

bas yahi hai mere baare me abhi tak ka ab aage update me jankari doonga or meri earning to shayad aapko pata hogi agar nahi pata hai to meri earning report check kar sakte hai or sath me traffic bhi check kar lena



bas problem tab tak hi rahti hai jab tak solution nahi milta  rahim das ji kahte hai

रहिमन चुप हो बैठिये, देखि दिनन के फेर।
जब नीके दिन आइहैं, बनत न लगिहैं देर॥


अर्थ
जब बुरे दिन आए हों तो चुप ही बैठना चाहिए, Par Karte Rahna Chahiye ,क्योंकि जब अच्छे दिन आते हैं तब बात बनते देर नहीं लगती।


isliye dosto apni manjil ko paane ke liye aap bhi kisi cheej me apna intrest banaye shayad bo apka career ban jaaye 

0 comments: